Chingariyaan Lyrics in Hindi sung by Jonita Gandhi from the movie Toxic (2026). This song is written by Raj Shekhar and the music is composed by Vishal Mishra. Starring Yash, Tara Sutaria and Kiara Advani. Music label Zee Music Company.
Chingariyaan Lyrics in Hindi – Raj Shekhar
ए ई..
तू क्यों चले यूँ मेरी ख़्वाहिश लेकर
तू जल जाए ना मेरी बारिश में
तुझको नहीं ख़बर ये राहें भँवर
डूबा है हर कोई जो आया इधर
मेरी साँसों में चिंगारियाँ
और आँखों में दरिया है
कोई रूह में वीरानियाँ
ख़ाली सजी महफ़िल है
कोई हसरतें कितने लिए
आए यहाँ ठहरा ना कोई
साँस में चिंगारियाँ
और आँखों में दरिया है कोई
देखो ना मुझे होके बेसबर
नज़रें मिली होके दरबदर
मैं सितारा ये हैं रातें मेरी
तेरी रातों के ख़्वाबों का मैं हूँ सितारा
Chingariyaan Lyrics in English
Ae ee..
Tu kyon chale yun meri khwahish lekar
Tu jal jaye na meri baarish mein
Tujhko nahi khabar ye raahein bhavar
Dooba hai har koi jo aaya idhar
Meri saanson mein chingariyaan
Aur aankhon mein dariya hai
Koi rooh mein veeraniyan
Khali saji mehfil hai
Koi hasrate kitne liye
Aaye yahan thehra na koi
Saans mein chingariyaan
Aur aankhon mein dariya hai koi
Dekho na mujhe hoke besabar
Nazre mili hoke darbadar
Main sitara ye hai raatein meri
Teri raaton ka khwabon ka main hun sitara