Waade Saare Lyrics in Hindi sung by Jubin Nautiyal. The song is written by Kaushal Kishore and the music is composed by Shubham Srivastava. Music label T-Series.
Waade Saare Lyrics in Hindi – Kaushal Kishore
जिस्म में था तू जान के जैसे
ऐसे कैसे दोनों खो गए
आया तुझे ना इश्क निभाना
तुम भी औरों जैसे हो गए
नहीं ये नहीं ये तो नहीं होने वाला था ना
कैसे दोनों बिछड़ गए
वादे सारे किधर गए
कैसे दोनों बिछड़ गए
ये तो नहीं होने वाला था ना
दिल से कैसे उतर गए
एक दर्द का समंदर
तन्हा मैं जिसके अंदर
जहां गम हर दम दिल में चुभता रहे
भीगी हुई यह आंखें
कहां छोड़ा तूने लाके
ये जख्म है सितम तुमसे हमदम मिले
मांगू अब तो मैं रब से बस यही
मर जाएंगे ना मिलेंगे फिर कभी
ये तो नहीं होने वाला था ना
वादे सारे किधर गए
कैसे दोनों बिछड़ गए
वादे सारे किधर गए
कैसे दोनों बिछड़ गए
मेरा दिल मेरी जान जैसे जलता जहां
सब कुछ मेरा बर्बाद हुआ
हो गया है जुदा जो था मेरा खुदा
जैसे जिस्म से रूह आजाद हुआ
वादे सारे किधर गए
Waade Saare Lyrics in English
Jism mein tha tu jaan ke jaise
Aise kaise dono kho gaye
Aaya tujhe na ishq nibhana
Tum bhi auron jaise ho gaye
Nahin ye nahin ye to nahin hone wala tha na
Kaise dono bichhad gaye
Waade saare kidhar gaye
Kaise dono bichhad gaye
Ye to nahin hone wala tha na
Dil se kaise utar gaye
Ek dard ka samandar
Tanha main jiske andar
Jahan gham har dam dil mein chubhta rahe
Bheegi hui ye aankhen
Kahan chhoda tune laake
Ye zakhm hai sitam tumse humdam mile
Maangu ab to main rab se bas yahi
Mar jaayenge na milenge phir kabhi
Ye to nahin hone wala tha na
Waade saare kidhar gaye
Kaise dono bichhad gaye
Waade saare kidhar gaye
Kaise dono bichhad gaye
Mera dil meri jaan jaise jalta jahan
Sab kuch mera barbaad hua
Ho gaya hai juda jo tha mera khuda
Jaise jism se rooh azaad hua
Waade saare kidhar gaye